Posts
Lost love story part 2
- Get link
- X
- Other Apps
Ek prem kahani tab suru hoti hai jab do log milte hai aur khatam tab hoti hai jab wo log bichad te hai such kehra hu is duniya mai do pyar karne wale ko log aksar alag hi kar dete hai yesi ek oe prem kahani hai jo do pyar karne wale ko jamana milne nahi deta ji se un ka pyar bhi adhura hi reh gaya ye kahani tab ki hai jab ek ladka pyar se anjaan tha wo apne kaam se kaam rakh ta tha apni art class se ghar or ghar ke baad or apna ghar chalane ke liye raat mai paat time work bhi kartha tha us ka roj ka hi yahi kaam tha ek din wo apne kaam par jahi raha tha ki raat 8 baje barish hone lagti hai wo bheeg na jaye isliye wo pass ke ek park mai hi chala gaya phir wo ek ped ke niche aaya or raat ke 8 baje barish or park ki light kuch jayada hi aacha lagta hai abhi 10 min hi huye the tabhi wahin ar ek ladki aati hai barish mai aati hai wo ladki bhi udaas lag rahi thi wo paas ke light wale khambe ke paas ke branch par beth gai usko udaa dekh kar wo ladka jane ki koshish karne laga lekin uske
Lost love story part 1
- Get link
- X
- Other Apps
world press Ek aadmi hafta or pare saan sa ho kar bhagta hai or uske kapde bhi gande or Khun se sane huye the uske piche police bhi lagi thi wo Aadmi apni jaan bachane ke liye ek baachi ko udha leta hai or usko lekar bhagne lagta hai baachi roothi hai chilaathi hai lekin wo usko lekar bhagta rehta hai or ek gali mein jaakar ek ghar mai ghus jaata hai or usgahr mai koi rehta bhi nahi tha kaali tha or baachi roothe huye behosh Ho gai wo ghar mai hi chpa raha saam ho gai par police us Aadmi Ko nahi pakad paai or chali gai phir raat mai us baachi ko hos aata hai wo Aadmi usko nahi dhikta wo baahar jaane ki koshish karti hai par darwaja lock tha wo Aadmi aata hai us baachi ko kuch khane ke liye laata hai per baachi nahi khaati or phir Dari hui aawaz mai usse puchti hai ki kon ho tum muje mummy ke paas jaana hai or us Aadmi ki aankh mein aansu aate hai or wo nm aawaj mai bolta hai ki subah tum ko ghar chhod duga phir tum apni mummy se mil lena abhi raat ho rahi hai subah chalenge thik hai ab
Kya cheez hai zindgi #artistvishalsaxena
- Get link
- X
- Other Apps
Kuch line ..ki Kya hai zindgi Jis raah se bhi gujre hum Ek naam suna zindgi Humne bhi chaha koi hum ko bhi bata de Kya cheez hai zindgi Thake huye raahi ne kaha-- Ruck naa hi hai zindgi Aur apahiz ne kaha -- Chalna hi hai zindgi Garibi mai tadap te huye insaan se kaha Paisa hi Paisa hai zindgi Khusiyo mai dube huye kisi ne kaha Pyar hi pyar hai zindgi Mager koi humse bhi to puche Ki Kya cheez hai zindgi Thokar khakar shanbhal Jane ka Naam hi ha zindgi By Artist Vishal saxena 🌺 @artistvishalsaxena #Artistvishalsaxena
superstition [new Article By Artist vishal saxena]
- Get link
- X
- Other Apps
As artists, we are often told to take every opportunity that comes our way. You never know who could be in attendance at that next gallery opening, what connections you will find at that event, or what could lead to future opportunities. But, sometimes, it’s less about saying “yes” and more about knowing what’s ok to give up. Habits, as you likely know if you were ever a nail-biter, can be incredibly hard to break. The invisible mental habits of ours can be even more difficult to overcome, but because of this, even more important. So, give yourself permission to quit these things. And, give yourself the time and patience to break the habits. Give up on the “not enough” mind frame Successful artists don’t frame things around “not enough.” There is never enough time, not enough money, not enough confidence, not enough of whatever it is at that moment to make or do what you need to do to be a successful artist. “They all point to an underlying fear of not being enough,” says art mentor a